Showing posts with label Bhajan Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Bhajan Lyrics. Show all posts

Sunday, 11 March 2012

‘Sai Nath Daya Karke... by Rohit Pathak

1.     ‘Sai Nath Daya Karke…’ from Album ‘Sai Sun Lo Meri Fariyaad’, written & sung by Rohit Pathak

Oh... Baba Ji...!! What a Great feelings of your Devotees...!! Baba, please bless us All... You know, we all are nothing without you... Please come & bless us with your blissful Darshan... Please come & hold our hands in your hands... Come & hug us... We all are your small children... :)


Sai Nath Daya Karke… Mujhe Daras Dikha Dena…
Sai Nath Daya Karke… Mujhe Daras Dikha Dena…
Sai Nath Daya Karke… Mujhe Daras Dikha Dena…

In Pyasi Aankhon Ki… Sai Pyas Bujha Dena…
In Pyasi Aankhon Ki… Sai Pyas Bujha Dena…

Sai Nath Daya Karke… Mujhe Daras Dikha Dena…

Tumhe Kaise Bataun Mein… Is Dil Ki Tadap Baba…
Tumhe Kaise Bataun Mein… Is Dil Ki Tadap Baba…
Tumhe Dhoondhta Rehta Hoon… Har Pal Har Chhan Baba…
Tumhe Dhoondhta Rehta Hoon… Har Pal Har Chhan Baba…
Kis Mod Miloge Tum… Kis Mod Miloge Tum… Bas Itna Bata Dena…
Kis Mod Miloge Tum… Bas Itna Bata Dena…
Sai Nath Daya Karke Mujhe Daras Dikha Dena…

Teri Yaad Mein Gaata Hoon… Aawaz Lagata Hoon…
Teri Yaad Mein Gaata Hoon… Aawaz Lagata Hoon…
Kab Aaoge Sai… Tumhe Ro Ro Bulata Hoon…
Kab Aaoge Sai… Tumhe Ro Ro Bulata Hoon…
Ab Tootne Wali Hai… Ab Tootne Wali Hai… Umeeid Bacha Lena…
Ab Tootne Wali Hai… Umeed Bacha Lena…
Sai Nath Daya Karke Mujhe Daras Dikha Dena…

Tum Bin Ye Jeevan To… Ek Bojh Sa Lagta Hai…
Tum Bin Ye Jeevan To… Ek Bojh Sa Lagta Hai…
Ise Kaise Gujarun Main… Kat-ta Hai Na Mit-ta Hai…
Ise Kaise Gujarun Main… Kat-ta Hai Na Mit-ta Hai…
Ya Saamne Aa Jao… Ya Saamne Aa Jao… Ya Mujhe Bula Lena…
Ya Saamne Aa Jao… Ya Mujhe Bula Lena…

Sai Nath Daya Karke… Mujhe Daras Dikha Dena…
Sai Nath Daya Karke… Mujhe Daras Dikha Dena…

Japo Mana Sai ka Naam- Sai Bhajan

Sai bhajan-
Japo Mana Sai ka Naam,Maan me ho Ichchha gar koi,Pura hoga hare k Kaam
Japo Mana Sai……
Shirdi ki Mitti hai Chandi,kan kan me paoge Sona
Amrit ki Dhara yaha par,Jivan me esko na khona,
Bhakti ki Ganga hai Behti(2)
Chalo chale dekhe who gram,Maan me ho Ichchha ho koi,Japo Mana Sai……
Bhakto ki Bhakti me Sai , Sai me Bhakto ki Pida
Baba agar Patthar bhi chhu le,Ban jaye woh asli Hira
Sai ki Bhakti tu karle, Baba ki bhakti tu karle
Kodi lage na esme Dam, Man me ho ichchha ho koi……
Sai Hriday me basa le,Wohi to hai sab ke Data
Ye Naam jisne japa hai,sab kuchh wo Kshan me hai pata,
Baba ki Shirdi hai Pavan Sai ki Shirdi hai Pavan
Yahi to hai Ishwar ka Dham,Man me ho Ichcha ho gar koi
Pura hoga hare k Kaam…..

Saturday, 10 March 2012

kahi janam se...sai bhajan

Kahi janam se bula raha hai koi to rishta jarur hoga,Sai ko tu hi samaj na paya tera  kushur hoga, Nikal pade hai Sai ke bande kisi ujale ki aarzoo me(3).kahi to ek roshani milegi kisi taraf se noor hoga.......